How to Grow YouTube Channel (Best tips for Grow YouTube channel)

How to Grow YouTube Channel (Best tips for Grow YouTube channel)

How to Grow YouTube Channel (Best tips for Grow YouTube channel)


How to Grow YouTube Channel (Best tips for Grow YouTube channel)

YouTube Channel Grow kaise kare :- Hello friends how are you ? swagat hai Aapka hamari website Techycrater.com ke Aaj ke is new article How to Grow YouTube Channel (Best tips and tricks for Grow YouTube channel) me.

New YouTube channel ko easily grow kaise kare :- 

doston YouTube channel kya hota hai, aur YouTube channel kaise banaya jata hai. yah sab to aapko pata hi hoga. lekin YouTube channel banane ke bad bhi aapko Kahin mehnat karni padati hai. agar aap Bina mehnat Ke YouTube se Paisa Kamana chahte ho to yah bahut hi Mushkil Hai.

YouTube
☝☝☝☝☝
 se Paisa kamane ke liye aapko mehnat bhi karni padegi, sath mein aapko Apne YouTube channel ko grow bhi karvana Padega. Kyunki ki Agar aapke YouTube channel par views Nahin aaenge to aapko bilkul bhi earning Nahin Hogi, isliye YouTube channel ko badhane ke liye aapke pass bhi Ek Achcha network Hona chahie.

> mobile-me-gmail-account-kaise-banaye-in.

Apne YouTube channel per network banane ke liye aap ko Apne YouTube channel ko grow karvana Hoga. Apne YouTube channel per active subscriber ko Badhana hoga, to Aaj Ham aapko is artical ke Madhyam se bataenge, ki aap apne YouTube channel ko grow Kaise Karva sakte hain.

YouTube channel ko grow karne ke tips and Tricks :-

YouTube channel ko grow karvane ke Kuchh mahatvpurn tips and tricks uplabdh hai jo ki nimnlikhit hai.


1. Quality Content

YouTube channel ko grow karvane ke liye sabse mahatvpurn Karya content Ka Hota Hai, aur Agar aapke YouTube channel per Kisi bhi Prakar ka content Nahin hoga, to Viewr's aapke YouTube channel per Kabhi Nahin aaenge.

Isiliye YouTube channel ko grow karwane ke liye sabse Ahem content Hota. Hai to aap hi Apna YouTube channel grow karvana Chahte Hain. To Apne YouTube channel per quality content Hamesha upload Karte Rahe.

YouTube channel per Agar quality content hoga to Aapka YouTube channel avashya hi grow Karega, Kyunki jo bhi Viewr's kuch Jankari prapt karna chahta hai. to use video quality, audio quality acchi milane chahie, aur sath hi video ke andar bataiye Hui Jankari per Sahi honi chahie.

1. Sub4sub Get free View Lucky Pandey :- 

Sub4Sub Get Real View & Sub for your channel and get monetisation easily
Sub4Sub app make it easy how to get free views and subscribers for your channel and get monetised.
Some easy steps and you are done.
1. Create Campaign with your earned coins.
2. Get Real Views for video Campaign
3. Get Scribers for Channel with Subscription Campaign.


Esi Prakar Jab aap apni video banate hain to video ki quality per Hamesha Dhyan Rakhen, aur agar aap apne YouTube channel ke liye quality video banana Shuru kar denge, to aap ka YouTube channel avashya hi grow Karega.

2. Regular Content

Jab aap apne YouTube channel per quality content dalte Hain. To aap ka YouTube channel avashya grow karta hai, lekin agar aap regular content upload nahin Karte Hain. To aapke subscribers aapke channel ko unsubscribe kar sakte hain.

Kyunki subscribers ko Hamesha Nahin Nahin Jankari chahie. isliye aap apne YouTube channel ko group karvana Chahte Hain, To Apne YouTube channel per regular content upload Karen.


Aap apne YouTube channel par Jitna active Rahoge utna hi aapka YouTube channel grow Karega, aur aapki YouTube channel ki video naye naye Viewr's Ke Samne Aaegi.

3. Video Thumbnail 

YouTube channel ke liye YouTube video ka sabse mahatvpurn part video ka Thumbnail Hota Hai, aur Viewr's ko video Tak laane ka kam Bhi Thumbnail ka Hota Hai.

Agar aap apne YouTube video par Jyada view Lana chahte ho, to aap apne YouTube Video ke Thumbnail attractive banaen, Taki user usko Dekhte hi aapki video ko open kar de.

YouTube video ki taraf user Ka Dhyan Thumbnail hi khincha hai, isliye aap apni YouTube video ke liye Hamesha attractive aur quality Thumbnail hi banaen.

Jab Bhi aap apni video ke liye Thumbnail Banaya to tab Thumbnail ke andar Kuchh 1 point Aisa mention kar le, jisse use video kholne Pade, aur tha Thumbnail ke andar Hamesha user ke liye kuch Adhura Chhod De, Taki user use janne ke liye video ko avashya hi ko open Karen.

Aap ek attractive aur quality Thumbnail Banakar apni video per daalte Hain, To aapka YouTube channel avashya grow karne lagega.

4. Uploading SEO


YouTube channel ko grow karne Aur video ko training Mein laane ke liye uploading SEO bahut hi mahatvpurn Hota Hai. Jab Bhi aap apni video ko YouTube mein upload karte hain. to aapko use video ka uploading SEO avashya karna chahie, jisse video Rank Karen aur aapki video per acche Views Aaye.


YouTube channel ko grow karne ka yah Tarika bahut hi mahatva aur sabse Jyada upyog Mein liya Jaane wala hai, aur Agar is tarike ko Sahi Roop se apni YouTube video par kar diya Jaaye, to aap ki video YouTube mein avashya rank Karegi Sathi aap ki video training mein aane ki Sambhavna ho sakti hai.

YouTube video ka uploading SEO karne ke liye aapko, Jyada mehnat Karne ki jarurat Nahin Hoti Hai. Jab aap apne YouTube ke creator Studio Mein Apni video ko upload karte hain. to use Samay aap apni YouTube video ka title, tag aur aur description ka Vishesh Roop se Dhyan rakhen.

How to upload upload Video on YouTube with seo? 


Jab aap video upload Karte Hain To aapke video ke a title ko Kuchh is Prakar se Rakhna Hai. joki user's search karte ho, Sath hi use title ke andar 2 se 3 keyword bhi hone chahie. agr aapki video ka title SEO Optimize hoga to aapki video YouTube mein avashya rank karegi.

2.  Free Fire Apk file Download Link :-




YouTube video title ke sath YouTube video ka description bhi Kuchh is Prakar se Hona chahie, jismein Kai Prakar ke keyword aur tag ho, Sath hi aap apni YouTube video ke tag dalte Samay Jo user sabse Jyada search karte hain un tag ko hi dalen.

agar aap eas Prakar se aapane YouTube video ka uploading Seo Karte Hain, To aap ki video YouTube mein avashya rank Karegi aur jab aap ki video rank Karegi, to aap ka YouTube channel bhi grow Karega.

5. Comments Replay

YouTube channel ko grow karvane ka antim Tarika bhi bahut mahatva Mana Jata Hai, is tarike se aap bahut hi aasani se aapane YouTube video ko training section Me la sakte ho.

Jab Bhi aap apne YouTube channel par video upload karte ho, to use video per Aane Wale comment ka Hamesha reply de, agar aap aap apne video per Aane Wale Har comment ka reply Dete Hain. To yah aapke aur Subcriber ke bich ka ek bahut accha bonding ho jata hai.

Aur doston aap ko pata hai kya yah ki YouTube video ko trending Mein laane ke liye kya karna padta hai, YouTube video use Samay training Mein Aati Hai, Jab aapki video per like aur comment jyada ho. isliye aap apni YouTube video Ke Niche jitne bhi user comment Karen, un comment ka reply avashya den.


Conclusion Of How to grow YouTube channel article :- 

doston aap aap Upar diye the in 5 step ko Sahi tarike se apne YouTube channel par apply karte hain. To Hamen pura Vishwas hai ki aap ka YouTube channel avashya hi grow Karega.

lekin YouTube channel ko grow karne ke liye Upar Diye Gye ine 5 step ko Sahi hi tarike se follow bhi karna padega.


Dosto mai aasha karta hai aapko hamari website Techycrater.com ka yah article bahut pasand aaya hoga yadi aapko ye article achha laga ho to ise apne sabhi dosto ke share kare...

Aaj ke is article me YouTube channel ko grow karne ke liye batai gyi tips and tricks me se konsi trick pasand aayi comment karke jarur batao... Aisi hi tips and tricks or technology se updated rahne ke liye hume social meadiya follow karna na bhule..Thanks... 

4 Responses to "How to Grow YouTube Channel (Best tips for Grow YouTube channel)"

  1. thank you http://hannahheath-writer.blogspot.com/2017/07/3-year-blogiversary-celebration-and-Youtube-launching.html

    ReplyDelete
  2. Thanks for the post and great tips..even I also think that hard work is the most important aspect of getting success.. https://www.buyyoutubesubscribers.in/

    ReplyDelete
  3. Exellent your post. i reaching daily on your blogs. thanks for sharing this informative information.
    Buy YouTube Views
    Buy YouTube Subscribers
    Buy 5000 YouTube Views

    ReplyDelete

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel