Google Play Store Per Application Upload Kaise Kare ?

Google Play Store Per Application Upload Kaise Kare ?

Google Play Store Per Application Upload Kaise Kare ?


Google Play Store Per Application Upload Kaise Kare ?

How to upload a Application on Google Play Store :- 

Hello friends how are you welcome in my new and fresh article Google Play Store Per Application Upload Kaise Kare of Techycrater.com website. Please read this article carefully start to end if you want to know about how to upload a app on Google Play Store.

App ko Play Store par kaise upload Karen:-

doston Jaisa ki aap sabhi ko pata hi hoga ki application kya hota hai, aur application ko Kahan Se download kiya jata hai. vartman Samay mein Android smartphone mein application download karne ke liye sabse Jyada Play Store Ka upyog Hota Hai. 

lekin Dosto agar aap apna khud ka ek application banate hain, to use application ko Play Store par kaise upload kar sakte hain, Taki koi bhi user Play Store ke madad se aapke application ko bahut hi aasani Se download kar sake. 

doston To Aaj Aapko is article main aapko vistar se Jankari Denge, ki aap apne application ko Play Store par kaise publish kar sakte hain. 

Google Play console ko kaise khariden :-


doston Jankari ke liye aap sabhi ko pata Dun ki agar aap apne application ko Play Store par publish karna chahte hain, to uske liye sabse pahle aapko 'Google Play console' ko kharidna Hota Hai, hi aur yah Google Play Console kharidne ke liye aapko 25 dollar Karya Karne padte hain. 

Google Play console Ko kharidne Ka Tarika bahut Aasan hai, aap Google Play console ke official website per Jab login Karenge to aapko vahan per is Google Play console ko kharidne ko kaha Jaega, To aap Jaise hi 25 dollar ka payment Karke is play console ko khareed lete hain, to aapko is play console Mein Apni email id ki sahayata se login ho sakte hain. 

Google Play console per application upload karne ke liye Jaroori Ye chijen :-


doston Jaisa ki maine aapko bataya hai kya ki Google Play Store par application public karne ke liye aapko sabse pahle Google Play console ko khareed Hota Hai, Uske bad aap bahut aasani se apne Kisi bhi application ko Google Play Store par upload kar sakta hai. 

Google Play console per application ko upload karne ke liye sabse pahle aapke pass use application ki apk file honi chahie aur sath hi Kuchh application ka ek Logo aur use application ke Kuchh 4-5 screenshot Hona bahut hi jaruri hai. 

in Sabhi Ke alava aapke pass is application ka Short description aur ek long description bhi Hona chahie, Sath hi doston Jab aap apne application ko Play Store par upload Karte Hain, To aap ko Apne application ki ek privacy-policy bhi Banani hoti hai. 

Google Play console per Apne application ko upload kaise karen :-


doston Jab aap ine sabhi chijon ko ekattha kar lete hain, jaise application ka Logo, APK file, 4 se 5 screenshot, short description and long description aur 1 privacy policy to Uske bad aap apne application ko Google Play console Mein upload kar sakte hain. 

Google Play console per Apne application ko upload karne ke liye sabse pahle aapko Google Play console ko open karna. 

Uske bad aapko sabse pahle Ek option mil jaega "publish your application on Google Play Store"

Jaise yah use per click Ka renge to aapke Samne form khulkar aa Jaega, aapko form Mein poochh ke sabhi Jankari ko dena hai. 

use Sabhi step ko aap Puri savdhani ke sath complete kar lete hain, aur uske bad aap apne application ko Google Play Store per publish kar sakte hain. 

Jab aap ke sabhi step complete ho Jaate Hain, To aapka application Google Play Store par upload ho jata hai. 

Shivaji Gaming Apk :- 


Google Play Store kya hai ?


Dosto yadi aap Google Play Store ke bare me ni janate ho or Play Store ke bare me janana chahte ho to previously humne aapko ek article me bataya tha ki What is Google Play Store ? Neeche click kar ke pura article read kar sakte ho.



Conclusion :-

doston Aaj Humne aapko is article Mein bataya ki aap apne application ko Google Play Store par Kaise publish kar sakte hain, aur application ko publish karne ke liye kaun kaun se step hote hain, UN Sabhi ke bare mein vistar se Jankari Di hai.

Friends i hope hamari website Techycrater.com ke aaj ke is article ko padne ke bad aap sikh gaye hoge ki android application ko Google Play Store per upload kaise kare. Yadi aapko ye article achha laga ho to ise like kare aur apne sabhi dosto ke sath share kare.

Is article ko pura padane ke bad hame neeche comment box me comment kar ke apna important feedback jarur de. Mobile ki tips and tricks or technology se updated rahne ke liye aap hame social media platform par follow kar sakte hai. 

Thanks for your support friends....


0 Response to "Google Play Store Per Application Upload Kaise Kare ?"

Post a Comment

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel