How to create Google Play Store ID, Google Play Store ID kaise banaen ?

How to create Google Play Store ID, Google Play Store ID kaise banaen ?

How to create Google Play Store ID, Google Play Store ID kaise banaen ?


How to create Google Play Store ID, Google Play Store ID kaise banaen ?

How to make Google Play Store account/Id :-

Hello friends how are you ? welcome in my new and fresh article How to create Google Play Store ID, Google Play Store ID kaise banaen ? of my website Techycrater.com if you are want to make a Google Play Store ID please read this article carefully start to end.

Google Play store ki ID kaise banaen :-


doston Jaisa ki aap sabhi ko pata hai ki Google Play Store Ek Prakar ka application downloading platform hai, ye platform Google company ka hai, aur yah Sabhi Android device main Karya karta hai. 

lekin doston aap sabhi ko yah pata nahin Hoga Ki, Google Play Store ko chalane ke liye usmein ek Google Play store ki ID banani padati hai, aur bina Google Play store ki id kya aap Play Store ko open bhi nahin kar sakte hain. 

isliye doston Aaj Ham aapko is article mein vistar se Jankari Denge, ki aap Google Play store ki ID kaise banaa sakte hai, aur Google Play store ki id banane ke bad aap Google Play Store Kaise Bal kaise kar sakte hain. 

Google Play store ki id kya hai :-


doston aap Kisi bhi platform ka istemal karte hain to use platform mein aap ka registration karna padta hai. Jab aapka registration ho jata hai, to aap ko use platform check ID mil jaati hai, aur aap use ID ke Madhyam se use platform ka istemal kar sakte hain. 

Usi Prakar se Google Play Store ka istemal karne ke liye bhi aapko Ek Google Play store ki ID banani hoti hai aur jab id ban jaati hai, to aap bahut aasani se Google Play Store ka use ID ke Madhyam se istemal kar sakte hain. 

Google Play store ki ID kaise banaen :-


Google Play store ki id banana bahut Aasan Hota Hai, aur Google Play store ki id Vahi hoti hai, jo aap ki Gmail ID hoti hai. To Aaiye Jan Lete Hain Ki Gmail ID ko kaise banaya jata hai. 

Agar doston aap Ek Naya smartphone Lete Hain, To Jab aap apne smartphone mein Google Play Store ko open Karte Hain To vahan per "sign in" ka ek option dekhne Ko Mil Jata Hai. 


Jaise hi aap sign ine ke option to click karte hain, to aapko Ek Naya page per ridirect kar diya jata hai, aur vahan per aapko apni email id aur password dalne ko kaha jata hai. 

lekin niche ki taraf Ek "create new" ka option Mil Jata Hai, To aapko sabse pahle use option per click karna hai. 

Jaise hi aap create ke button per click Karte Hain, To aapke Samne Ek form khul jata hai. aur vahan per aapka first name, last name, date of birth, phone number, gender Sab Puche Jaate Hain, To aap Unse bhi ko Sahi tarike se Bhar den. 

Uske bad aapko niche ki taraf Apne email address ke bare mein Pucha jata hai, ki aapko apna email address kya Rakhna hai, to aap vahan per Apne email address ko Dal De yah email address unique Hona chahie. 

 Jaise hi aap apni email address ko vahan per dialogue, to Jo email address valid Hoga vah aapko vahan per Bata Diya jaega. 

 Uske bad niche ki taraf aapko "create new password" ka option mil Jaega, vahan se aap apni email id ke password generate kar sakte hain. 

Shivaji Gaming Apk :-


Itna Sab karne ke bad submit per click kar dena hai, aur Jaise hi aap submit per click Karenge. to aapke Samne Google ki taraf se kuch permission Mangi Jayegi, to aap use I agree per click kar den. 

Itna karte hi aapka Gmail account ban jata hai aur aap Google Play store mein login Kho Jaate Hain, aur jab aapka Gmail account ban jata hai. to aapki Google Play store ki id ban Jaati Hai. 

Google Play Store Per App Upload Kaise Kare ?

Dosto yadi aap apni application Banakar Google Play Store par upload karna chahte ho publish karna chahte ho to iske liye Humne aapke liye Ye Ek artical likha hai to aap usko padh sakte ho aur aasani se apni application Banakar Google Play Store per publish kar sakte ho.


Conclusion :-


doston Aaj Humne aapko is article Mein bataya ki aap apne mobile Play Store ki id ko kaise banaa sakte hain, aur aur use ID se Google Play Store ko kaise istemal kar sakte hain.


Friends I hope aaj ki Hamari website Techycrater.com ke is artical ko padhne ke bad aap Sikh Gaye Honge ki ki Kisi bhi mobile mein Google Play store ki ID kaise banaen yadi aapko yah artical Pasand Aaya to use like Karen aur apne Sabhi doston ke sath share Karen.


Doston yadi aap Google Play Store ke bare mein Kuchh puchna chahte ho to aap Hamen niche comment box Mein poochh sakte ho. is article ko pura padhne ke bad Hamen Apna important feedback Jarur den mobile ki tips and tricks aur Technology se updated Rahane ke liye aap Chahe To Hamen social media per bhi follow kar sakte ho.

0 Response to "How to create Google Play Store ID, Google Play Store ID kaise banaen ?"

Post a Comment

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel